Tuesday, December 14, 2010

Tinku Jiya – Yamla Pagla Deewana Movie Song Lyrics and Video



yamla pagla deewana movie Wallpaper


Tinku Jiya – Yamla Pagla Deewana Hndi Movie Song Lyrics :


o lai gai o le lo baakhri, dilon ki saakhri
sun teri le zin, varna tu zim zim
palati chalti jaaye, dil kare haye haye
jawaan kar dil chali kyun, kar ke tu bye bye
garam garam tu jali jali, meri patakha kahan chali
(pal pal na mane tinku jiya, haan tinku jiya
isak ka manjan ghisey hai piya)


sar pe masti chadhi main deewaana ho gaya
jawaani ka mehnga khazaana ho gaya
kaali aankhon se kitna hungama ho gaya
jab jab dekhe tuze tinku jiya, tinku jiya
isak ka engine jalaye jiya
pal pal na mane tinku jiya, haan tinku jiya
isak ka manjan ghisey hai piya
haye o cham cham, paaon mein tham tham
dhadakta jaaye dil, dhana dhan dham dham
arrey o chikni, arrey o item
arrey o beautiful, main bhi hun handsome


(tinku hamara cinema ka deewana
zor zor se gaye gana, zor zor se gaaye gana)
aisi villan jaisi batein na kar
ban ja heroin dhadka de jiya


joban pe dala hai tala piya, haan tala piya
isak ka manjan ghisey hai piya
pal pal na mane tinku jiya, haan tinku jiya
isak ka manjan ghisey hai piya


teekhi nazar aur qaatil adaayein
saanz dale kunne mein bulayein, saanz dale kunne mein bulayein
haan teekhi nazar aur qaatil adaayein
saanz dale kunne mein bulayein, saanz dale kunne mein bulayein
kunne mein ik baar aa kar toh dekh
chilla ke bole gi, love you piya


gappon ki baandhe tu kyun puliya, tu kyun puliya
isak ka manjan ghisey hai piya
pal pal na mane tinku jiya, haan tinku jiya
isak ka manjan ghisey hai piya
ho sar pe masti chadhi, main deewana ho gaya
jawani ka mehnga khazana ho gaya
kaali aankhon se kitna hungama ho gaya


jab jab dekhe tuze tinku jiya, tinku jiya
isak ka engine jalaye jiya
pal pal na mane tinku jiya, haan tinku jiya
isak ka manjan ghisey hai piya
joban pe daala hai taala piya, haan taala piya
isak ka manjan ghisey hai piya


Tinku Jiya – Yamla Pagla Deewana Hndi Movie Song Video :


View the original article here

0 comments:

Post a Comment